Tuta tuta har ik aasara
Chhuta mujh se mera har sahara
Tuta tuta har ik aasara
Chhuta mujh se mera har sahara
Maine mushkil mein phir bhi aye maula
Sirf tujhi ko tujhi ko pukara
Naa tod tu meri umeedein
De de phir se tu apna sahara
 
Aye khuda aye khuda
Meri bigadi bana de aye khuda
Aye khuda aye khuda
Meri bigadi bana de aye khuda
Aye khuda aye khuda
In lamhon mein is pal mein
Kyun sab mujh se yun ruth gaye hai
O in lamhon mein is pal mein
Kyun sab mujh se yun ruth gaye hai
 
Is aalam mein dardo gham mein
Saare apne chhut gaye hain
Kyun tuta banke kyun bigda
Kyun rutha milke kyun bichhda
Har pal meri umeedon ka
Tune katle aam kiya aa
Aye khuda aye khuda
Meri bigadi bana de aye khuda
Aye khuda aye khuda
Meri bigadi bana de aye khuda
 
Khushiyon ka tha mera aashiyan
Taaro bhara thaa aasmaan
Khushiyon ka tha mera aashiyan
Taaro bhara thaa aasmaan
Maine basaya thaa palkon pe
Apni khushi ka yeh jahaan
Dhundhla gayi kyun tamanna meri
Badla jahaan har koi chhut gaya
Kaise meri duaaon ka tune katle aam kiya
Aye khuda aye khuda
 
Meri bigadi bana de aye khuda
Aye khuda aye khuda
Meri bigadi bana de aye khuda
Aye khuda aye khuda
Meri bigadi bana de aye khuda
Aye khuda aye khuda
Meri bigadi bana de aye khuda