Na nan nan na na na na,nan nan na na na na
Nan nan na na na na, na..na….na

Pankh lege hai sapno ko, ummid hai apno ko
Pankh lage hai sapno ko ummid hai apno ko
 
Khwabo ki tabir, hai kiski taqdeer
Pad jaye kab kiske, pawo me zanjeer
Khwabo ki tabir, hai kiski taqdeer
Pad jaye kab kiske, pawo me zanjeer
Kisse kiska luck juda hai, ye abhi kisko pta hai

Ke kiska future kya likha hai
Ke kiska future kya likha hai
 
Fotunately bat sahi ho, jo socha hai kash wahi ho

Rasta mere kadmo ko chume
Rasta mere kadmo ko chume
Manjil mujhko dhund rhi ho
Kin umango ka nasha hai, ye abhi kisko pta hai
Kin umango ka nasha hai, ye abhi kisko pta hai
Ke kiska future kya likha hai
Ke kiska future kya likha hai
 
Kya kismat darwaje khol, khuch khusiya barsayegi

Koi chavi ankho me aakar
Koi chavi ankho me aakar, kisko dhadkayegi
Kiske liye ye door khula hai ye abhi kislo pta hai
Kiske liye ye door khula hai ye abhi kislo pta hai
Ke kiska future kya likha hai
Ke kiska future kya likha hai
 
Na nan nan na na na na,nan nan na na na na
Nan nan na na na na, na..na….na
Na nan nan na na na na,nan nan na na na na
Nan nan na na na na, na..na….na
Pankh lege hai sapno ko, ummid hai apno ko
Pankh lage hai sapno ko ummid hai apno ko
 
Khwabo ki tabir, hai kiski taqdeer
Pad jaye kab kiske, pawo me zanjeer
Khwabo ki tabir, h kiski taqdeer
Pad jaye kab kiske, pawo me zanjeer
Kisse kiska luck juda hai, ye abhi kisko pta hai
Kisse kiska luck juda hai, ye abhi kisko pta hai
Ke kiska future kya likha hai
Ke kiska future kya likha hai
Aa aa aa aa a aaa