Bewajaah mujhe dhoka diya
Mitta diya bewajaah
Kyun ab chup chaap hain
Tu mujhko de batta
De de mera dil mujhe
Ab aur na satta
Aana nahi tu ab kabhi
Aana nahi tu ab kabhi
 
Seene mein jo jaahil dil hain
Ye to khud ka hi kaatil hain
Tu bewafa hain ye jaanta hain
Phir kyun na jaane tujhe chahata hain
Aana nahi tu ab kabhi
Aana nahi tu ab kabhi
 
Mar na chahoon mar na paaun
Kesi mushibat hain main kyaa bataun
Dard de aansu kehate hain ye
Tujhko inn mein main duba doon
Aana nahi tu ab kabhi
Aana nahi tu ab kabhi