Oonchi hai building
Arey lift teri bandh hai Haan
Kaise main aaun
Arey dil razaamand hai
Oonchi hai building
Arey lift teri bandh hai
Kaise main aaun
Arey dil razaamand hai
 
Aha aaja aaja
Aaja mere swagger wale raja
Teri yaad sataaye
Dulhe raja tu aaja
Aaja aaja
Aaja band baja leke aaja
Teri yaad sataaye dulhe raja tu aaja
 
Kaise
Oonchi hai building
Lift teri band hai
Haan kaise main aaun
Arey dil razaamand hai
Kaise Kaise
Tere waaste daud kar aaunga main
Aye sau seedhiyon ko bhi chadh jaaunga main
Haan Tu mera dilbar hai aana padega
Tujhe mera nakhra uthaana padega
 
O Tu aage aage main peeche peeche
Ho chumbak ki tarah mujhko tu kheenche
Aye aye aye
Kahaan ja raha hai ankhiyon ko meenche
Michael ki cycle ke aayega neeche
 
O utni hai door tu
Jitni kareeb hai
Haan aankh maarti hai
Arey ladki ajeeb hai
Ladki ajeeb hai
Ladki ladki ladki ajeeb hai
O aaja aaja
Teri yaad sataaye
 
Aaja aaja
Aaja mere swagger wale raja
Teri yaad sataaye
Dulhe raja tu aaja na
Kaise
Oonchi hai building
Lift teri band hai
Haan kaise main aaun
Arey dil razaamand hai
 
Aha aaja aaja
Aaja mere swagger wale raja
Teri yaad sataaye
Dulhe raja tu aaja
Aaja aaja
Aaja mere swagger wale raja
Teri yaad sataaye
Dulhe raja tu aaja aaja