Ye bata do piya kyu chala mera man
	Ye bata do piya kyu chala mera man
	Kuch  bhi baaye nahi hai ye kaisi lagan
	Ye bata do piya kyu chala mera man
	Ye bata do piya kyu chala mera man
	Kasamkash hai yahi kya karu kya nahi
	Kasamkash hai yahi kya karu kya nahi
	Tu hai baram hai mera
	Tu hi mera yaki
	 
	Apne hi khwabo se jal na jau kahi
	Jal na jau kahi
	Kya karu kya nahi
	Dar raha hai sajan, mera man mera man
	Kuch  bhi baaye nahi hai ye kaisi lagan
	Ye bata do piya kyu chala mera man
	Ye bata do piya kyu chala mera man
	Zindagi tu mujhe le ke aayi kaha
	 
	Har gadi har jagah yad ka hai duaa
	Meri sanso pe hai teri parchaiya
	Teri parchaiya, le ke aayi kaha
	Ab kare kya jatan mera man mera man
	Ab kare kya jatan mera man mera man
	Kuch  bhi baaye nahi hai ye kaisi lagan
	Ye bata do piya kyu chala mera man
	Ye bata do piya kyu chala mera man