Ho unchi unchi doriyon pe
Baandhun re gagar par
Na maane na, kanha maane na
Jagg jo bichaye har jol kaat le
Makhan churaye har chaat le
Murli se kare aisi trick tik tik tik
 
Panghat ki hai badi
Panghat ki hai badi kathin dagar
Par kanha maane na
Kanha maane na
Roke mohe toke mohe
Kaate re dagar
Aur yamuna ke tatt ki
 
Laaj nahi kaaj nahi
Maare jo kadariya toh
Phute mori matki
 
Bhaat chator bhar maange
Teev jaar aur jaane
Jo bhi kare sab kare quick quick quick
Kahun main piya ji thoda karlo sabar
Par na maane na