Kaliyon jaisa husn jo paya
Har adaa mein noor hai aaya
Saath mare aur sathattar ghayal
Blame doon Rab ko kyun aisa banaya
 
Tera jis se pad gaya paala
Acche ko ghalat kar daala
Tera nahi tera koi dosh dosh
Tera husn hi jabardast dast
 
Tu cheez badi hai mast mast
Tu cheez badi hai mast
Tu cheez badi hai mast mast
Main cheez badi hoon mast
Cheez badi
 
Nahi tujhko koi hosh hosh
Us par joban ka josh josh
Tera nahi tera
Nahi tera koi dosh dosh
Madhosh hai tu har waqt waqt
Tu cheez badi hai mast mast
Tu cheez badi hai mast
Tu cheez badi hai mast mast
Main cheez badi hoon mast
 
Cheez badi
Ho ankhiyan farebi, shaitani hain
Ishq mein tere marjani hai
Kitna koi khud ko bachaaye
Aag dilon mein lag jaani hai
 
Jaadu aisa kar daala
Na hosh kisi ne sambhala
Tera
Nahi tera koi dosh dosh
Tera husn hi jabardast dast
Tu cheez badi hai mast mast
Tu cheez badi hai mast
Tu cheez badi hai mast mast
Main cheez badi hoon mast