Mumbai ki rail bhaiya lagti hai jail bhaiya 

Koi aage se mare dhakka koi piche se mare mukka 

Humko to kuch bhi samajh naa aaye 
 
Hay ram koi hamko bataye kaisa ye khel bhaiya 
Mumbai ki rail bhaiya lagti hai jail bhaiya 
Mumbai ki rail bhaiya he mumbai mumbai mumbai 
He mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai 
Love you mumbai i love mumbai 
 
Banaras me thandi bahut thi so gaye odh ke chadar 

Ankhiya lagi kab ratiya gayi aa gaya jane kab dadar 
Itne me aaya re ik sipaya bola re hamko uth jaa 
O bhaiya ham na uthe to bairy sipaiya ne 
 
Khela re sang hamre tata re thaiya mumbai mumbai 
He mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai 
Mumbai ki rail bhaiya lagti hai jail bhaiya 
Arey mumbai ki rail bhaiya lagti hai jail bhaiya 
Mumbai ki rail bhaiya he mumbai mumbai mumbai 
He mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai
 
Na uski janani me ginti na ginti mardo me uski 

Usne pakad hame dhaka diya chad gaye janane me ham bhi
Janani hame sab kuran lagi hum piche hate wo aage badne lagi 
 
Galti se takra gaye jo janani ne patak patak ke ki re dhulayi 
He mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai 
Mumbai ki rail bhaiya lagti hai jail bhaiya 
Arey mumbai ki rail bhaiya lagti hai jail bhaiya 
Mumbai ki rail bhaiya he mumbai mumbai mumbai 
He mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai mumbai
 
Agle station tak hay meri halat bhut hi bigad gayi re 

Janani se chuta to tc ki najariya ham pe pad gai re 
Usne jhat se collar ko pakda 
Ladies me chad ke karta hai lafda 
 
Itne me public aur police ne 
Ang ang dila haay mera kar diya 