Meri ankhon se ankhon se nikle ansoo
Mera dil mera dil hua bekabu
Meri ankhon se ankhon se nikle ansoo
Mera dil mera dil hua bekabu
Tune jabse nigah pheri main mar gaya
Main mar gaya main mar gaya main mar gaya
 
Maine tujhpe hi tujhpe yakeen kiya
Mera dil mera dil tune tod diya
Par tu to jafah ki hadh se guzar gaya
Guzar gaya guzar gaya guzar gaya
Jo bhi hua jaise hua
Abhi na tumse chupaunga
Kabhi kahin milo jo tum
Tumhe haqiqat bataunga
 
Jo chot dil pe hai lagi
Usse na main seh paungi
Ye humtza ye bebasi
Kisi se na keh paungi
Mere duniya mein thi bas tu hi tu
Meri ankhon se ankhon se nikle ansoo
Tune jabse nigah pheri main mar gaya
Main mar gaya main mar gaya main mar gaya
 
Jo har ghadi yaadon mein tha
Wo lamha maine bhula diya
Wo aks jo ankhon mein tha
Maine usse bhi mita diya
Saason mein hai teri wafa
Ankhon mein hai teri nami
Tere siwa ye zindagi
Jaise koi banjar zamin
 
Tune mujhko yun tanha chod diya
Mera dil mera dil tune tod diya
Arey tu to jafah ki had se guzar gaya
Guzar gaya guzar gaya guzar gaya
Meri ankhon se ankhon se nikle ansoo
Mera dil mera dil hua bekabu
Tune jabse nigah pheri main mar gaya
Main mar gaya main mar gaya main mar gaya