Bilkul socha na
Bilkul samjha na
Kaise ye sab hogaya
Pyar mujhe tumse hi
Jaane kab hogaya
 
Tum mujhse anjaan the
Main tumse anjaan thi
Mujhko naa thi kuch khabar
Main kitni naadaan thi
Ab toh har lamha
Ikk bechaini hai
Ye kya gazab hogaya
 
Pyar mujhe tumse hi
Jaane kab hogaya
Aahista aahista hum
Kab itne paas aagaye
Dil se guzarte huye
Ehsaas pe chha gaye
 
Pehle naa haal
Apna aisa tha
Jo haal ab hogaya
Pyar mujhe tumse hi
Jaane kab hogaya
Hooo..Pyar mujhe tumse hi
Jaane kab hogaya