Yeh aag kaisi mere seene mein hai dehakti
Andhron mein na koi umeed hai chamkti
Makkhi makkhi makkhi makkhi
Makkhi makkhi makkhi makkhi
Naam apun ka jaani
Maangega na tu pani
Aisey cheen lunga
Main teri zindgani
 
Naam apun ka jaani
Maangega na tu pani
Aisey cheen lunga
Main teri zindgani
Main aaj chal pada hoon
Oonchi udaan meri
Tere khoon se likhunga
Ab main kahaani teri
Makkhi hoon main makkhi
 
Sair kar na rakhi
Meri ik nazar se
Tune maut chakhi
Makkhi hoon main makkhi
Sair kar na rakhi
Meri ik nazar se
Tune maut chakhi
Makkhi makkhi makkhi
Makkhi makkhi makkhi
Makkhi makkhi makkhi
Makkhi makkhi makkhi
 
Hoon zara sa lekin
Tu kya mujhko roke
Ik zara sa shola
Gaon gaon phooke
Boond ik zehar ki
Kabhi bhi na chuke
Ik zara si boli
Daagey bandookein
Wasnt it you and me
Wasnt it natural
Before the big bang
Nahi doodh ki main makkhi
Jo mujhko faink dega
Jab teri saans ruki
Tabhi sakoon lega
 
Tujhse nazar milake
Main chutki mein maar dunga
Makkhi hoon main makkhi
Sair kar na rakhi
Meri ik nazar se
Tune maut chakhi
Makkhi hoon main makkhi
Sair kar na rakhi
Meri ik nazar se
Tune maut chakhi
Ik dastak paunga
Aaj hai zaroori kaam kaaj
Sirf dus sirf dus
 
Ek tujhko maarna
Do tujhko maarna
Teen tujhko maarna
Chaar tujhko maarna
Paanch tujhko maarna
Chheh tujhko maarna
Saat tujhko maarna
Aath tujhko maarna
Nau tujhko maarna
Dus tujhko ratti raati
Masal masal todhke madodke
Shareer cheer cheer maarna
 
Fad fad fad fad fadfadaaonga
Tere kaanon mein mrityu raag main gaaunga
Chaha tere haath pe lakeer choti karunga
Khone ko kuch nahi hai
Kya hai jo main kho dunga
Ik baar mur chuka hoon
Iss baar kya darungaa
Nahi doodh ki main makkhi
Jo mujhko faink dega
 
Jab teri saans ruki
Tabhi sakoon lega
Tujhse nazar milake
Main chutki mein maar dunga
Makkhi hoon main makkhi
Sair kar na rakhi
Meri ik nazar se
Tune maut chakhi
Makkhi hoon main makkhi
Sair kar na rakhi
Meri ik nazar se
Tune maut chakhi