Main ek farishta jannat ka rehane wala
Udone ki ijaat meri kyun jannat se nikala
Udone ki ijaat meri kyun jannat se nikala
Allah tala bol allah tala
Allah tala bol allah tala
Jo phal khana thaa mana usi
Ke khane ko uksaya
Kauaa se sohbat karne ka
Kisne armaan jagaya
 
Majboor milan ko
Unhein kisne kar dala
Allah tala bol allah tala
Aadam ki masla dhuli huyi
Aur bas gayi duniya saari
Jannat ne unko phoolo ki hain
Kitani badi phool waali
Maala se maala bani maala se maala
Allah tala samaj allah tala
 
Mitti ke insaan banaye
Phir un mein dil dhadkaaye
Dil mein khwaish jaagi
Khwaaish ne sab zulm karaye
Khud ko na sambhala gaya
Khud ko na sambhala
Allah tala samaj allah tala
 
Paagal pan ki haalat mein
Khud pe kaabu ko nirakhta hai
Deewana phir bhi deewana hai
Woh kuchh bhi kar sakata
Nas nas mein jwala jale nas nas mein jwala
Allah tala are allah tala
 
Hatho se hotho tak aate
Jab jaam phisal jaata hain
Tab dil vaishi ho jaata hain
Aur khoon ubal jaata hain
Tab dil vaishi ho jaata hain
Aur khoon ubal jaata hain
Ekaadhi pyaara shrimane ekaadhi pyaara
Allah tala soch allah tala
 
Shaitan tera dushman hain
Uss par tera bas nahi chalta
Woh deeya bujha kar kuchh hota
Jo tufaano mein jalta
Ab main zaalim ho jaaun to
Tu mujh par zulm na dhaa na
Tere hi kuch intqaam mere pichhe mat aana
Nahi sunane waala
Main kuchh nahi sunane waala
Allah tala bol allah tala
Allah tala bol allah tala