Yaara ho yaara
Woh tera jaane jaana tu uss par dil ruba hain
Woh tera humsafar hain tu uska humnava hain
Usko khabar hain teri uska tujhe patta hain
Anjaan ban kar phir bhi kaise hukum juda hain
Shamil ye ho gaya hain meri zindagi mein koan
Hum raah le chala
Hum raah le chala mujhe bekhudi mein koan
Shamil ye ho gaya hain
 
Anjaan ajnabi se mera chata vasta
Kisne bata diya hain mere dil ka rasta
Kisne bata diya hain mere dil ka rasta
Lagne laga hain apna
Lagne laga hain apna ghadi do ghadi mein koan
Shamil ye ho gaya hain meri zindagi mein koan
Shamil ye ho gaya hain
Khwaab mein aana jaana to thaa
Rubaroo mulakaate na thi
Dil ko taskeen jo de sake
 
Pyaar ki aisi baate na thi
Sapna nahi hain aaj hakikat hain samne
Dushwaar manzilo pe mila hath thamne
Dushwaar manzilo pe mila hath thamne
Deewana ho na jaaye
Deewana ho na jaaye bhala is khushi mein koan
Hum raah le chala
Inn jaagi jaagi aankhon mein
Masti ne li neend ki jaga
 
Barso ki justazoo le aayi
Lo aakhir mujhko sahin jagaah
Mere dil mein basne waale ke
Dil mein mujhko mil gayi jagaah
Jahaan pyaar mera
Jahaan pyaar mera ye wahin jagaah hain
Wahin jagaah hain
Rango mein dhaal paaya
Rango mein dhaal paaya use ik sadi mein koan
Shamil ye ho gaya hain meri zindagi mein koan
Shamil ye ho gaya hain