Login
Movies
New Releases
Upcoming Movies
Blockbuster Movies
Songs
Celebs
Puzzles
Polls
Awards
Activities
My Credits
My Watchlist
My Wishlist
My Favourite Movies
My Favourite Actors
My Favourite Actresses
Le Chala Dil Kahaan
One Night Stand
(
2016
)
About
Lyrics
Chhu gayin ungliyan
Jaane kis khaab se
Aaj kyun neend se
Uth gayin khwahishein
Yeh khalish hai nayi
Yeh junoon hai naya
Le chala, dil kahaan
Dil kahaan, le chala
Le chala, dil kahaan
Dil kahaan, le chala
Bas abhi toh mile
Aur chale do kadam
Kaise phir aa gaye
Iss qadar paas hum
Bas abhi toh mile
Aur chale do kadam
Kaise phir aa gaye
Iss qadar paas hum
Sach hai yeh ya waham
Kya khabar, kya pata
Le chala, dil kahaan
Dil kahaan, le chala
Le chala, dil kahaan
Dil kahaan, le chala
Yoon leher ki tarah
Zindagi beh gayi
Kho gaya main kahin
Sirf tu reh gayi
Yoon leher ki tarah
Zindagi beh gayi
Kho gaya main kahin
Sirf tu reh gayi
Kya yahi hai safar
Jism se rooh ka
Le chala, dil kahaan
Dil kahaan, le chala
Le chala, dil kahaan
Dil kahaan, le chala
Other Songs from the movie
Do Peg Maar Aur Bhool Ja
Ek Baat Kahun Kya Ijazat Hai
Tum Mere Tum Mere Kehti Hai Ye Mujhe Taqdeerein
Pai Gaiyan Ne Pas Teriyan Tasveeraan Ki Kara
Ishq Da Sutta Laya hai
Check Out More Lyrics
1.
Cutiepie Banno Tashan Tera Athi Fantastic
2.
Patakha guddi o nashe mein udd jaaye re haaye re (Female Version)
3.
Free of Cost
4.
Jiya Jiya Re Jiya Re
5.
Halki Halki Aahat Chhalki Chhalki Aafat
6.
Aaja Maare Tequila Shot
7.
Pitah Se Hai Naam Tera
8.
Ajnabee Sa Lagta Hai
9.
Deewane se tere kya ho gayi khata jo ho gaya juda ho jaaunga tabah
10.
Main jo teri baaton mein gayi pighal
11.
Son Of Sardaar
12.
I am India Song
13.
Pyari banno baithi chunari ki chhaon
14.
Khoon Choosne Tu Aaya Khoon Choosne
15.
Dhuaan dhuaan si hai zindagi dhundhla sa hai khwaab kahin
16.
Baap Hona Paap Allah Maaf Kare
17.
Auon De Khusia Auon De Paise
18.
Yeh Zindagi Ka Karobar
19.
Tu Jaldi Bata De
20.
Mere Achche Din Kab Aaenge
21.
Chehra Diljala Hu Gumsuda Hu
22.
Alaahda
23.
Kaala Rey Saiyaan Kaala Rey
24.
Ishq Mubarak Teri Baarisein Bhigaayein Mujhe
25.
Jab Jab Yeh Ghumme Kamariya