Saanson ko jeene ka, ishara mil gaya
Dooba main tujh mein toh, kinara mil gaya
Saanson ko jeene ka, ishara mil gaya
Zindagi ka pata, dobara mil gaya
 
Tu mila toh khuda, ka sahara mil gaya
Tu mila toh khuda, ka sahara mil gaya
Gum zada, gum zada dil ye tha gum zada
Bin tere, bin tere dil ye tha gum zada
 
Aaram de tu mujhe, barson ka hoon main thaka
Palko pe raate liye, tere vaaste main jaga
Mere har dard ki gehraayi ko mehsoos karta hai tu
Teri aankhon se ghum tera mujhe maloom hone laga
 
Tu mila toh khuda, ka sahara mil gaya
Tu mila toh khuda, ka sahara mil gaya
Gum zada, gum zada dil ye tha gum zada
Bin tere, bin tere dil ye tha gum zada