Sharte hai laagi huyi sapno se zindagi
Zindagi ki sharte hai laagi huyi
Jagmag jaadu jaagi khushiyon ko par laage
Khushiyon ko par laage, laage kayi
Kuch hai gila na shikwa
Hai fursat ye hi mitwa
 
Haule haule kuhu bole
Kuhu bole haule haule
Jiyara haaye re hiyara
Haule haule kuhu bole
Kuhu bole haule haule
Jiyara haaye re hiyara
 
Maujo mein ber mann yeh
Baaka sa baankpan yeh
Saudhi maati si hai mehki ye bastiyan
Maujo mein ber mann yeh
Baaka sa baankpan yeh
Saudhi maati si hai mehki ye bastiyan
 
Aune paune sone lage lamhe ye balchin
Ghadiya waah ji badiyan
Haule haule kuhu bole
Kuhu bole haule haule
Jiyara haaye re hiyara
 
Sunti hoon saaj bajte
Deep aashao ke jalte
Behki behki hai mann ki bastiyan
Sunti hoon saaj bajte
Deep aashao ke jalte
Behki behki hai mann ki bastiyan
 
Hansu baajun yunhi naachun
Chhan chhan bahe jaise jharna
Jhar jhar haan
Haule haule kuhu bole
Kuhu bole haule haule
Jiyara haaye re hiyara
 
Raunake hain dil ke dar pe
Haath rabb ka kab se sar pe
Ye fizaye hain hawaye meherbaan
Raunake hain dil ke dar pe
Haath rabb ka kab se sar pe
Ye fizaye hain hawaye meherbaan
 
Joban ki umr kahe itraye
Ye umariya main gujariya
Haule haule kuhu bole
Kuhu bole haule haule
Jiyara haaye re hiyara
 
Aahatein hain pyar ki yeh
Hain sadaayein yaar ki yeh
Ishq khoje dhoondhe mujhko har jagah
Aahatein hain pyar ki yeh
Hain sadaayein yaar ki yeh
Ishq khoje dhoondhe mujhko har jagah
 
Cham cham gun gun geet koi gaaye
Payaliya hai paayeliya
Haule haule kuhu bole
Kuhu bole haule haule
Jiyara haaye re hiyara