Surkh wala, sauz wala, faiz wala love
Hota hai jo love se jyada waise wala love
Ishq wala love
Hua jo dard bhi toh ham ko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
 
Meri neend jaise pehli baar tooti hai
Aankhein malke ke maine dekhi hai subah
Hui dhoop zyada leke teri roshni din chadha
Ishq wala love
Jhanke badalon ki jaali ke peechhe se
Kare chandani ye mujhko ittala
Leke noor sara chand mera yahin pe hai chhupa chhupa hua
Ishq wala love
Hua jo dard bhi toh ham ko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
 
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Jo aise hota
Jo milte tum ho jaate gum sath mere
Hote hote hoga samjhaye hum tham jaaye tum
O dil mere
Toota zyada zyada tara jab gira
Zara zyada zyada maangu dil tera
Kabhi zyada zyada maane na dil ye sarphira
 
Ishq wala love
Bada ye dil nadaan tha par aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Jo khone ka tha dar tujhe pata nahi kyun zyada hua
Ishq wala love
Hua jo dard bhi kabhi toh ham ko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua phir bhi mujhko zyada hua