Ishq hai, ishq hai, ishq hai, ishq hai
Kaise batayein kuch keh na paaye
Haal e dil yeh kisko sunaaye
Kaise batayein kuch keh na paaye
Haal e dil yeh kisko sunaaye
 
Anjaana sa yeh kaisa nasha hai
Dheere dheere se jo mujh pe chadha hai
Ishq bulaaye, ruka na jaaye
Ishq ke aage, kuch na yahaan hai
Ishq ibadat, ishq hai aadat
 
Jeene ki chahat ishq jagaye
Ishq nachaye, ishq lubhaaye,
Ishq sataaye, haye, ishq sataaye
Haye, ishq sataaye
Ishq hai, ishq hai, ishq hai, ishq hai
 
Ishq dawa hai dawa, ishq duwa hai duwa
Ishq wafa hai wafa, ishq saza hai saza
Ishq nasha hai nasha, ishq khala hai khala
Ishq ada hai ada, ishq bala hai bala
Ishq khara hai khara, ishh dhara hai dhara
 
Ishq Khuda hai Khuda, ishq Khuda hai Khuda
Ishq dawa hai dawa, ishq duwa hai duwa
Ishq wafa hai wafa, ishq saza hai saza
Ishq hai, ishq hai, ishq hai…