God allah aur bhagwan
Ne banaya ek insaan
God allah aur bhagwan
Ne banaya ek insaan
Aaaya zameen pe leke woh
Upar waale ka farman
Wo doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sun ke
Kaampe har shaitan
God allah aur bhagwan
Ne banaya ek insaan
Aaya zameen pe leke woh
Upar wale ka farman
Woh doston ka hai dost
 
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke
Kaampe har shaitaan
God allah aur bhagwan
Ne banaya ek insaan
Wo tujh mein bhi hai
Wo mujh mein bhi hai
Kahin na kahin
Wo hum sab mein hai
Wo tujh mein bhi hai
Wo mujh mein bhi hai
Kahin na kahin
Wo hum sab mein hai
 
Sab mein woh chhupa hai
Use pehchan lein
Uska jo iraada hai
Wo hum thaan le
Sab mein woh chhupa hai
Use pehchan lein
Uska jo iraada hai
Wo hum thaan le
Wo doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sun ke
Kaam pe har shaitaan
God allah aur bhagwan
Ne banaya ek insaan
God allah aur bhagwan
 
Ne banaya ek insaan
La la la…
Ahha ha..haan..
Jahaan kal woh tha akela khada
Kadam apna bhi
Udhar chal pada
Jahaan kal woh tha akela khada
Kadam apna bhi
Udhar chal pada
Mil ke khwabon ki
Jannat sajayenge hum
 
Pyar ka sawera leke aayenge hum
Mil ke khwabon ki
Jannat sajayenge hum
Pyar ka sawera leke aayenge hum
Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jis ka naam sun ke
Kaam pe har shaitaan
God allah aur bhagwan
Ne banaya ek insaan
God allah aur bhagwan
Ne banaya ek insaan