Black Black Black
Cheer ke deewarein
Kured ki keewadein
Khod ke nikaale gadha hai jo
Hai tijoriyan mein
Ya band boriyon mein
Khufiya kahin pe pada hai jo
 
Batlata hai kaale dhandhon ka para para
Khazana tera ye saare ka sara sara sara
Hai black jama hai black
Jama hai black jama hai
Jo rashid ke bina hai
Black jama hai black
Jama hai black jama hai
Haq se tere sau guna hai
 
Haraaam se kamaaya hai
Churaya hai churaya hai churaya hai
Awaam ki nigah se
Chhupa ke jo jamaya hai jamaaya hai
 
Saam daam dand bhed
Tujhko na kisi ka khed
Chu raha hai mulk ye jidhar se
Hai tu hi woh ched
 
Saam daam dand bhed
Tujhko na kisi ka khed
Chu raha hai mulk ye jidhar se
Hai tu hi woh ched
 
Der se sahi par durust hai ye chhapa
Banke tamacha padaa hai jo
Har kiye dhare ka hisab maangta hai
Bahi kitab leke khada hai jo
 
Batlata hai kaale dhandho ka para para
Khazana tera ye saare ka sara sara sara
Hai black jama hai black
Jama hai black jama hai
Jo rashid ke bina hai
Black jama hai black
Jama hai black ama hai
Hjaq se tere sau guna hai
Black jama hai black
Jama hai black jama hai
Black jama hai black
Jama hai black jama hai