O
Mere bin sooni hain dil ki raahein
Mere bin pyaasi sabki nigahein
Mere bin sooni hain dil ki raahein
Mere bin pyaasi sabki nigahein
Jo mile bole bhar ke woh aahein
Suniye
 
Aashiq banaya
Aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Aashiq banaya
Aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
 
Seene mein ghul ke
Ishq dhadke toh mazaa hai
Hothon se padh le
Woh jo hothon pe likha hai
Meri nigahon mein tera chehra rawaan hai
Gehre hain armaan jaanejaan pagal samaa hai
 
Aashiqui mein haaye kaisi
Waadiyan hain khili
Jaan jaan keh ke tune
Jaan meri le li
 
Mere liye sabka dil hai awaara
Mere bin hona nahi hai guzara
Mere sang jhoom le aake yaara
Suniye
Aashiq banaya
Aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
 
Deewane ruk ja tera humse saamna hai
Aankhon se chhu le
Chhuna haathon se mana hai
Bechainiyon ka faasalon ka silsila hai
Dard-e-jigar ka ye sabab humko mila hai
 
Khwabon mein jo aaye jaaye
Yaar hum wohi hai
Hum kisi ko aasaani se milte hi nahin hain
Mere bin shamein hain benazara
Mere bin beziya har sitara
Mere bin ishq hai besahara
Suniye
 
Aashiq banaya
Aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Aashiq banaya
Aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Aashiq banaya
Aashiq banaya
Aashiq banaya aapne