Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya
Badnaamiyan mili tanhaiyan badhi

Har pal yeh dil yaad tujhe karta rehta hai
Har pal tere sapne ye dekha karta hai
Maana tumne raaste apne badal diye
Yeh bechara beete kal mein hi rehta hai
 
Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya
Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya
Khudko tere hi khaatir nakaam kar diya
Badnamiyan mili tanhaiyan badhi
Badnamiyan mili tanhaiyan badhi
 
Main teri aankhon mein dekhta hoon khudko
Tumko kya dikhta hai meri nazron mein kaho
Dekhte chaahte subah ko shaam kar diya
Dekhte chaahte subah ko shaam kar diya
Khud ko teri hi khatir qurbaan kar diya