Yun hai hamare darmiyaan
Uljhi saanson ki garmiyaan
Yun hai hamare darmiyaan
Uljhi saanson ki garmiyaan
Suljhane de in uljhano ko
Saari shaitani aazmaale
Meri ada mein tu naha le
Ab toh mujhe apna bana, haaye!
 
Yun hai hamare darmiyaan
Uljhi saanson ki garmiyaan
Khili khili rangeeli, nashili hoon 
main raaza hari bhari
Chhu le mujhe yahan se wahan se
Milegi masti har kahin
 
Khili khili rangeeli, nashili hoon 
main raaza hari bhari
Chhu le mujhe yahan se wahan se
Milegi masti har kahin
Suljhane de in uljhano ko
Saari shaitani aazmale
Meri adaa mein tu naha le
Ab toh mujhe apna bana, haaye!
Yun hai hamare darmiyaan
Uljhi saanson ki garmiyaan
Haaye..
 
Tu kya jaane main hoon kya
Meri khatir aahein bhare sabhi
Main hoon jawan, hoon haseen
Khushiyan doongi tujhko nayi nayi
Tu kya jaane main hoon kya
Meri khatir aahein bhare sabhi
Main hoon jawan, hoon haseen
Khushiyan doongi tujhko nayi nayi
 
Suljhane de in uljhano ko
Saari shaitani aazmale
Meri adaa mein tu naha le
Ab toh mujhe apna bana
Yun hai hamare darmiyaan