Aankhon ke teer mere jigar ke
Paar kar gayi
Bhole sanam ke dhokhe se dil pe
Waar kar gayi
Jabse apni de ke gayi
Naram chuan tu
 
Udan choo hua hua
Mera chain udan choo
Udan choo rahe neendein
Sari rain udan choo
Udan choo hua hua
Mera chain udan choo
Udan choo rahe neendein
Sari rain udan choo
 
Ishq ek tarfa jo udhar kar gayi
Tha main bada hi kaam ka bekaar kar gayi
Apni dhun mein karke gayi mast magan tu
Udan choo hua hua
Mera chain udan chu
Udan choo rahe neendein
Sari rain udan chu
 
Dil hua malang hai mera
Chadha jo rang hai tera
Deewana dang hai tera
Kya khuda ne fursat mein
Banaya ang hai tera
Deewana dang hai tera
De milan ka mauka de haan
Yun sajna ko dhokha de na
 
Thode se din jo saath mein
Guzar kar gayi
Mere nayan ke sapne
Beshumaar kar gayi
Dheemi si jalti chod gayi
Aisi agan tu
 
Udan choo hua hua
Mera chain udan choo
Udan choo rahe neendein
Sari rain udan choo
Aankhon ke teer mere jigar ke
Paar kar gayi
Udan choo hua hua mera chain udan choo