Tu hawa tu zameen tu aasmaan
Main bhi wahan
Tu hawa tu zameen tu aasmaan
Main bhi wahan udde hum kahan
Judi hamari daastan
Tu hawa tu zameen tu aasmaan
Main bhi wahan tu jahan
Udane ki chaha hain
Bas udana hain mujhe
 
Har aasmaan se pare
Le jaaun main tujhe
Udane ki chaha hain
Bas udana hain mujhe
Har aasmaan se pare
Le jaaun main tujhe
Mile hum wahan
Jahan naya ho jahaan
Tu hawa tu zameen tu aasmaan
Main bhi wahan tu jahan
 
Sapno ki kashtiyaa
Behane de iss tarah
Tufaan bhi aaye to
Tham jaaye woh zara
Sapno ki kashtiyaa
Behane de iss tarah
Tufaan bhi aaye to
Tham jaaye woh zara
Huye yun woh fanna
Jeeye hum sadaa
Tu hawa tu zameen tu aasmaan
Main bhi wahan tu jahan