Dil ka funda
Dil denewala hi jaanta hai
Khushi ka samma hai
Jaane khushi se kyun darta hai
 
Dil ka funda
Dil denewala hi jaanta hai
Khushi ka samma hai
Jaane khushi se kyun darta hai
Meri jaa kurbaan tujhpe ye dil magar
Meri jaa anjaana saa hai ye safar
Na bungala na mehngi gaadi
Sapne hai mere paas
Dene ko hai bas mera dil
Phir bhi aaogi kyaa mere saath
Aaogi kyaa
 
Tu mila to huaa lakeeron par mujhe yakeen
Har kadam chale saa teri aur
Maanglu tujhse kyaa
Tujhse meri zindagi
Chahiye bas zara saa pyaar
 
Meri jaa naadan hai tu is kadar
Meri jaa samja na hai be asar
Na bungala na mehngi gaadi
Sapne hai mere paas
Dene ko hai bas mera dil
Phir bhi aaogi kyaa mere saath
Aaogi kyaa
 
Na kabhi thaa gila na koi shikayate
Chunn liya tu apna hai
Paa liya jo tujhe na koi ab hasrate
Tut na jaaye sapna hai
 
Dil ka funda
Dil denewala hi jaanta hai
Khushi ka samaa hai
Jaane khushi se kyun darta hai
Meri jaa meherbaan jo tu mujhpe agar
Meri jaa ban jaana meri humsafar
Na bungala na mehngi gaadi
Sapne hai mere paas
Dene ko hai bas mera dil
Phir bhi aaogi kyaa mere saath
Aaogi kyaa
Phir bhi aaungi main tere saath
Aaungi main