Paa liya khud ko maine
Tujh mein doob ke
Paa liya khud ko maine
Tujh mein doob ke
Kyun aaj kal hosh rehta nahi
Rabba na jaane kho gaya dil kahin
Jeena bezaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho raha hai
Ye aitbaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho raha hai
 
Tum aas paas raho toh
Kitna haseen aalam ho
Tum aas paas raho toh
Kitna haseen aalam ho
Ehsaas tumko karun toh
Dhoop mein bhi shabnam ho
Tu mujh mein shumaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho raha hai
 
Koi wajaah nahin thi koi maza nahi thaa
Jeena sazaa tha mera tere bina
Koi wajaah nahin thi koi maza nahi thaa
Jeena sazaa tha mera tere bina
Tuhi talab thi meri tu hi sabab thaa mera
Tha na wajood mera tere bina
Ishq beshumaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho raha hai
Thoda sa pyaar ho gaya hai
Thoda sa pyaar ho raha hai