Khwahishein baaki hai
Dil da qaraar baaki hai
Thoda sa pyaar baaki hai
Man hoya bawra re
Khwaab gunda subha shaam re
 
Chhayi tu hi dil jigar pe
Har ghadi hai ishq sar pe
Mera kaabu na nazar pe
Chhayi tu hi dil jigar pe
Har ghadi hai ishq sar pe
Mera kaabu na nazar pe
Dikhein tu hi har jagaah
Jeene ki hai tu wajaah
Dikhein tu hi har jagaah
Jeene ki hai tu wajaah
 
Tere khwaab aur teri baat re
Tere naam ye din raat re
Tere khwaab aur teri baat re
Tere naam ye din raat re
Kuchh intazam baaki hai
Dil da qaraar baaki hai
Thoda sa pyaar baaki hai