Noor-e-khuda karam ki nazar ho
Maula meri duaa mein asar ho
Yeh mo ajiza dikhaye Khudaya
Mere tadap ki unko khabar ho
 
Haal-e-dil ya Nabi
Haal-e-dil ya Nabi aapke saamne
Sar jhuka kar kahenge hum
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Ho nigaahein karam ho karam
 
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Ho nigaahein karam
 
Hum gareebon ke dil bhi
Sawar jaayenge
Haami ye be kasaan kya kahega jahaan
Aap ke dar se khaali agar jaayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Noor-e-dil hai sukoon
 
Sun lo araj Nabi ji Khudara
Koi nahi jahaan mein humara
Khamoshiyon ki sun lo sadayein
Dil ne mere hai tumko pukara
 
Aapne ne bhi agar na humari suni
Le batao kahaan jaayein hum
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Ho nigaahein karam ho karam
Tajdar-e-haram
O Tajdar-e-haram
 
Ab toh chehre se parda hata dijiye
Dard-e-dil ki dawaa kijiye
Aapke haath mein hai meri zindagi
Ab mita dijiye ya bana dijiye
 
Usko kaise satayenge duniya ke gham
Aap jaisa mila ho jise mohtaram
Meri sun lo sada ae mere Mustafa
Hone se pehle ab aankh numm
 
Tajdar-e-haram
Ho Tajdar-e-haram
Ho nigaahein karam ho karam
Tajdar-e-haram