Tenu itna main pyaar karaan
Ik pal vich sau baar karaan
Tu jaave je mainu chhad ke
Maut da intezaar karaan
 
Ke tere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aake ruke
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake
Ke tere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aake ruke
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake
 
Kuch bhi nahi hai ye jahaan
Tu hai toh hai isme zindagi
Kuch bhi nahi hai ye jahaan
Tu hai toh hai isme zindagi
Ab mujhko jaana hai kahaan
Ke tu hi safar hai aakhiri
 
Ke tere bina jeena mumkin nahin
Na dena kabhi mujhko tu faasley
Main tujhko kitna chahti hoon
Ye tu kabhi soch na sake
Tere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aake ruke
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake
 
Aankhon ki hai yeh khwahishein
Ki chehre se teri na hatein
Neendon mein bas tere
khwabon ne li hai karwatein
Ki teri ore mujhko leke chalein
Ye duniya bhar ke sab raaste
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake 
 
Tere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aake ruke
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake