Makhatool-e-jigar ya baba
Katil hai nazar ya baba
Ek maha-e-jabi ya baba 
Ek noor-e-nadi ya baba
Rab di roobai ya baba
Ya hai tabahi ya baba
Garnan juraai ya baba
Boli illahi ya baba
 
Afghan Jalebi maasook farebi
Ghayal hai tera deewana
Bhai wah, bhai wah
Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana, bhai wah 
Bhai, wah bhai, wah bhai
Khawaja ji ke paas teri chugli karunga
Main teri chugli karunga
 
Haan teri chugli karunga
Anguthi mein kaid teri ungli karunga
Main teri ungli karunga
Haan teri ungli karunga
Oo.. dekh darazi (wallah)
Banda namazi (wallah)
Khel ke baazi (wallah)
Khamkhan ab thehra na kisi kaam ka (wallah, wallah..)
 
Heer ka koi (wallah) 
Sher suna ke (wallah)
Ghoont laga ke (wallah) jaam ka..
Mera haakaan mehez naam ka
Oye lakhat-e-jigar ya baba
Oye noor-e-nazar ya baba
Ek teer hai tu ya baba
Main chak jigar ya baba
 
Bando se nahi toh Allah se daregi
Waada to kabhi nibhana bhai wah! 
Bhai, wah bhai, wah bhai
Khawaja ji ke paas teri chugli karunga
Main teri chugli karunga
Haan teri chugli karunga
Anguthi mein kaid teri ungli karunga
Main teri chugli karunga
Haan teri chugli karunga
 
Phool-e-gulzar ya baba
Mere sarkar ya baba
Bade mannsoor ya baba
Tere rukhsaar ya baba
Haaye samshieer nigahein
Chabuk si adaayein
Naacheez pe na chalana
Bhai wah, bhai wah
Bandook dikha dikha kar kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah