Saazish hain kaisi khwaaish hain kaisi
Kyaa ho raha hain na jaane koi oo aa
Saazish hain kaisi khwaaish hain kaisi
Kyaa ho raha hain na
Jaane koi yahaan aa aa
Manzil hain khoyi raahe hain soyi
Tanhaa meri saanse
Chali hain kahaan
 
Tumko bhi to ye patta hain
In aansoo o ki wajaah
Mehsoos karte ho tum bhi
Jo dard mujhko mila
Kehne laga hain yeh lamha
Hona na mujhse juda
Hain kyun mera yahaan bhi
Ik bas tumhare siva aa
 
Aankhein bhi sehmi huyi hain
Dil khoaf se hain bhara
Na jaane kyun raat ka yeh
Saaya hain thehra huaa
Kaale andheron mein humne
Paaya thaa jo kho diya
Hathon mein khali lakeere
Kuchh bhi nahi hain bacha
Saazish hain kaisi khwaaish hain kaisi
Kyaa ho raha hain na jaane koi yahaan