Goriye tu kinni gori hai
Tu zameen pe chand ki chudi hai
Buri ye badi buri hai
Duniya ki neeyat chhoriye
 
Nazar na lag jaaye jaanu
Thought ye ghabraaye saanu
Nazar na lag jaaye jaanu
Thought ye ghabraaye saanu
 
O
Maathe pe gore kaala teeka bana le mujhko
Tujhko balaaon se bacha loon
Hai dhoop yeh zamaana
Oas ki boond hai tu
Palkon ki chaaon mein chuppa loon
 
O goriye ye meri theory hai
Ki ye teri meri lead mein story hai
Sorry ye khud sorry hai
Hai jo beech apne doori ye
 
Nazar na lag jaaye jaanu
Thought ye ghabraaye saanu
Nazar na lag jaaye jaanu
Thought ye ghabraaye saanu