Deewane rukte nahi
Aaye kitne mod
Kya achcha hai kya bura
Maine rab pe diya hai chhod

Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana…..

 

Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Ishq ka nagma gaate gaate
Khud se hua begana
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana

 

Deewani main deewani
Main yaar teri deewani
O..deewani main deewani
Main yaar teri deewani
Deewani main deewani..
Main yaar teri deewani
Sanam sanam main rat-te rat-te
Khud se hui begani
Deewana…..

 

O..deewani main deewani
Main yaar teri deewani
Deewani main deewani
Main yaar teri deewani
Deewana…..
Deewana…..

 

O..dil mein yaar ka naam likha
Nai kitaab banaai
Piyoon na paani darat hoon
Kahin naam nahi mit jaaye
Tu hi aashiqui hai
Tu hi bandigi hai
Tu hi zindagi hai mere yaara
Tere aa padu ke kalma padhu
Ke sajda karoon main dildaara
Rab hi ishq, ishq hi rab hai
Ishq fakeer malanga
Rab hi ishq, ishq hi rab hai
Ishq fakeer malanga
Ishq ka jab jalta chiraag
Aashiq ban jaaye patanga

 

Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana…..
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewani main deewani
Main yaar teri deewani

 

Ho….
Katre mein woh dariya hai
Jo aalam ko dubo de
Zarre mein woh sehra hai
Jo deewana bana de
Aankhon ki teri
Ek hi chingaari bahut hai
Aankhon ki teri
Ek hi chingaari bahut hai
Tu dekh le jisko
Use deewana bana de
Aashiq se bane, aashiq se sune
Farmaan woh rab ka hota hai
Humdam ke liye jaan jaaye agar
To ishq ka sadka hota hai

 

O..deewani main deewani
Main yaar teri deewani
Deewani main deewani..
Main yaar teri deewani
Sanam sanam main rat-te rat-te
Khud se hui begani

 

Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana…..
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana…..
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana…..

Ho..deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana…..
Deewana…..
Deewana…..