More saiyyan..thham baiyan
More saiyan..thham baiyan
Dhup hoon main tu more chhaiyan
 
Radha hui shyam ki sita hui ram ki
Radha hui shyam ki sita hui ram ki
Main toh hui tori deewaani, deewaani
Main toh hua tora deewaana
 
Tum mere adhro ka moti ho
Aankhon ki jyoti ho, man ka ujaala ho
Tore sang hi jeeya mora laaga
Tose bhaandha preet ka dhaaga
 
Ho..radha hui shyam ki, sita hui ram ki
Main toh hua tora deewaana..diwaana
Main toh hui tori deewaani..diwaani