Khatra..khatra..
Khatra hai iss basti mein
Jis mein ab tu phasa khatra..
Khatra hai iss manzar mein
Jiska tujhko nasha khatra..
 
Ye ye aankhein
Karlengi tere dil ka kabzaa
Meri duniya mein chupke chupke tu aaya
Jeeneki in hasraton ko tune bhulaya
Bhulaya..bhulaya…hai khatra..
 
Khatra hai iss basti mein
Jis mein ab tu phasa khatra..
Khatra hai iss manzar mein
Jiska tujhko nasha khatra..
 
Khatra hai khatra hai
Qatra hai qatra hai
Khatra hai khatra hai
Khatra hai khatra hai
Qatra hai qatra hai
Khatra hai khatra hai
 
Khatra hai khatra hai
Tere saaye ko hai khatra
Bachke jaayega kahaan
Khatra hai khatra hai
Meri nazaron mein hai khatra
Bhagega ab tu kahaan