Bum mein baby bomb laga doon
Fuse main saare aaj uda doon
Floor ka badshah banke dikha doon
Maine bol diya
Hmm
Baat baat pe golabaari
Ek akela sab pe bhaari
Mera vachan na jaaye khaali
Maine bol diya
 
Haath lagayega
Shock tu khayega
Bijli ki wire pe
Chipkega mujhse to liquid ho jayega
Lagta tu soft bada
 
Ho baby hard-hard-hard
Baby hard hard hard
Baby hard hard hard nachenge
Ho baby hard-hard-hard
Baby hard hard hard
Baby hard hard hard nachenge
 
Hmmm
Tick-tick tick-tick
Bomb ka tere timer hai laga
Phat na tu jaana yahaan
Aye dick-chick dick-chick
Beat re DJ tu bajaa
Rukna na rukna yahaan
 
Haaye kapdon se phat ti dekh meri jawaani re
Tu jo hai fire baby main bhi hoon paani
Hum baby faad faad faad
Baby faad faad faad
Baby o nachenge
 
Ho baby hard hard hard
Baby hard hard hard
Baby hard hard hard nachenge
Ho baby hard hard hard
Baby hard hard hard
Baby hard hard hard nachenge
 
440 volt laga doon
Speaker ko hi blast karaa doon
Elvis ki bhi class lagaa doon
Maine bol diya
 
Mummy teri bani Raveena
Tip tip barse aag paseena
Mujh jaisa na koi kameena
Maine bol diya
 
Tu bhi khiladi aisa pakka
Wide ball pe maare chhakka
Hum bhi tera kuch na udhaar rakhenge
Ho baby hard hard hard
Baby hard hard hard
Baby hard hard hard nachenge
 
Ho siti maar maar maar
Siti maar maar maar
Oh baby hard hard hard nachenge
Ho wedding card card card
Wedding card card card
Oh baby hard hard hard nachenge
Mmmuaah