Jaane do na
Paas aao na
O..jaane do na
Hmm..paas aao na
Chhuo na, chhuo na mujhe chhuo na, chhuo na
Dekho chhuo na, chhuo na, chhuo na
Paas aao na
O..jaane do na
Hey aao na, aao na paas aao na, aao na
Dekho aao na, aao na, aao na
O..jaane do na
Hey..paas aao na
 
Zulfon mein teri aaj kaisi hawaa hai
Mausam ki saazish hai ya imtehaan hai
Zulfon mein teri aaj kaisi hawaa hai
Mausam ki saazish hai ya imtehaan hai
Bujhe na bujhaaye woh nasha hai
Roke na rukaaye woh balaa hai
Hmm.. Aatish mein paani hai, paani jala hai
 
O..jaane do na
Hmm..paas aao na
Chhuo na, chhuo na mujhe chhuo na, chhuo na
Dekho chhuo na, chhuo na, chhuo na
O o o..
Yun toh mizaaj mera kuch nak-chadha hai
Fikr na kar tu, mera dil bhi badaa hai
 
Haan yun toh mizaaj mera kuch nak-chadha hai
Sheeshe ka dil ye tera naazuk bada hai
Kyun mere peeche padaa hai
Ishq mein khatra bada hai
O dooba hai har shaqs jo bhi gira hai
Jaane do na
O..jaane do na..