Ishquiya Ishquiya Pehli Baar Beshumar Ishquiya
Ishquiya Ishquiya Bewajah De Haya Ishquiya
Saanson Se Betuki Kyun Bhaap Si Yu Udi
Honton Se Bezubaan Kyun Baat Si Hai Yun Uthi
Janu Na Dobara Hamein Ho Gawara Ye Badmashiyan
Ishquiya
 
Hawaayen Bewafa Ban Ke Afwayen Kyun
Udi Har Jagah Tu Hi Ye Bata
Sirhane Pe Mere Teri Parchai Kyun
Leti Hai Jagah Tu Hi Ye Bata Kyun
Navzon Mein Yu Meri Jugnu Jal Rahe
Iss Tarah Bewajah Behayan Ishquiya
 
Band Kamre Khabon Ke 100Raaz Le Hai Chupe
Jawa Ye Aarzu Kyun Paap Si Hamein Lage
Tu Hi Chal Dikha De Hamein Bhi Sikha De
Ye Besharmiyan Ishquiya
Bewajah Behayan
Pehli Baar Beshumar Ishquiya Ishquiya Ishquiya