Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal paas rehta nahi
Ye tujhse hi milne ko chaahe
Ye teri hi karta hai baatein
Kya tum ho…
Kya tum ho wohi
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..
 
Teri aankhon ke raste chale jaata hai
Jo bulaaun main kabhi laut aata nahi
Bekhabar ye zamaane se takraata hai
Bedhadak mujhse kehta hai main hoon yunhi
Ye tujhse hi milke huaa hai
Jo teri nazar ne chhuaa hai
Kya tum ho
Kya tum ho wohi..
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..