Kisi ko mera shauq hai
Kisi ko mera hai nasha
Jawaani kehte hain mujhe
Hain mere aashiq har jagah
 
Kisi ko meri hasratein
Kisi ki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste maange duaa
 
Sara zamana… haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
 
Sara zamana… haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Saara zamaana…
 
Ye kaun keh raha hai
Tu aaj pyar kar le
Jo kabhi bhi khatm
Woh aitbaar karle
 
Kisi ko meri hasratein
Kisi ki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste maange duaa
Saara zamana haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Saara zamana..