Bewajah yun na de tu saza
Maine ki kya khata
Bewajah yun na mujh ko rula
Sun le ye iltija
Bewajah yun na de tu saza
Maine ki kya khata
Bewajah yun na mujh ko rula
Sun le ye iltija
 
Sochta hoon tujhe raat din mein
Khwab mein bhi sanam tu hi aaye
Ruthe tu toh jahaan ruth bhi jaaye
Laah hasil ye ishq mera ho
Mukamal bas yeh dua
 
Laah hasil ye ishq mera ho
Mukamal bas yeh dua
Kiss tarah se jeeyun, main tere bin..
Tere bin zindagi, ik saza hai sanam
Gum sahu kiss tarah, dard-e-dil ki
 
Khamakhaan mujhse
Kyun itni tu hai khafa
Bewajah yun na mujh ko rula
Sun le ye iltija