Nahin maloom hasrat hai
Ya tu meri mohabbat hai
Ho nahin maloom hasrat hai
Ya tu meri mohabbat hai
 
Main itna jaanta hun bas
Main tujhko maangta hun bas
Main itna maanta hun bas
Ki mujhko teri zaroorat hai
Haan mujhko teri zaroorat hai
Ho mujhko teri zaroorat hai
Oo mujhko teri zaroorat hai
mujhko teri zaroorat hai mujhko teri zaroorat hai
Ho yeh shauhrat aur yeh daulat
Khudaayi de nahin sakte
 
Ho yeh shauhrat aur yeh daulat
Khudaayi de nahin sakte
Ho meri tanhaayi se mujhko
Rihaayi de nahin sakte
Ho zamaane ka hai mujhpe haq
Tere sapno pe haq mera
Siva mere kisi ko yeh
Dikhaayi de nahin sakte
Kahin maloom yeh haq hai haq hai haq hai
Haqeeqat ya hamaqat hai
 
Main itna jaanta hun bas
Main tujhko maangta hun bas
Main itna maanta hun bas
Ki mujhko teri zaroorat hai
Haan mujhko teri zaroorat hai
Ho mujhko teri zaroorat hai
Oo mujhko teri zaroorat hai
Ki mujhko teri zaroorat hai zaroorat hai
Haan mujhko teri zaroorat hai