Adhoori shikayatein tere mere waqt ki
Kuch pal ki jo khwaishein
Hai bikhari ret si
Lakeeron mein tera jo rehta pal mera
Tham jata agar zara tera jahaan khuda
 
To zinda hota mein
To zinda hota mein
Haan.. Zinda hota mein
To zinda hota mein
 
Farebi najakat mein
Tere chehre ki hansi mein
Haan yuhi tere baat mein
Jhootla le zindagi
Nazaron mein jo sama rehta tu agar zara
Kajal ki chao se mein neend leta chura
 
To zinda hota mein
To zinda hota mein
Haan.. Zinda hota mein
To zinda hota mein
 
Rakh ki barishon mein
Waqt ki saazish mein, main ye hara
Main ye hara, main ye hara
Khel dil da hua hai ye jaya sara
 
Adhoori shikayatein tere mere waqt ki
Kuch pal ki jo khayishein
Hai bikhari ret si
Lakeeron mein tera jo rehta pal mera
Tham jata agar zara tera jahan khuda