Adalat ki chaukhat par
	Desh ki paltan hai
	Khoob chakallas hai
	Thoda sa tashan hai
	Ek kahani suno
	Uska hissa bano
	Iske kirdaar tum
	Iske kirdaar hum
	Haalat hain khinche tane
	Phir bhi niyantran hai
	Par don’t take tension
	Sab tana-tan hai
	Par don’t take tension
	Sab tana-tan hai
	Chori hua manav ka dwarika sadan hai
	 
	Izzat nagar ki izzat pe gayi ban hai
	Kaagazi makaan khwaab nange badan hai
	Izzat ki padi lisko khud mein hi sab magan hain
	Par don’t take tension
	Sab tana-tan hai
	Par don’t take tension
	Sab tana-tan hai
	Par don’t take
	Mausam ka rukh badla
	Sardi mein sukha pada
	Sawan mein aag lagi
	Baarish mein phoota ghada
	Garmi mein khoob jam ke
	Ho rahi thithuran hai
	 
	Par don’t take tension
	Sab tana-tan hai
	Tana-tan hai tana-tan
	Tana-tan hai
	Khaki ka rang udaa
	Khadi ka dhang udaa
	Kaka to kala woh rang hi badrang hai
	Moron ki nagri mein mein choron ka sangam hai
	Don’t take tension
	Sab tana-tan hai
	Par don’t take tension
	Sab tana-tan hai
	Gawahon ke jangal
	Netaon ke dangal hain
	 
	Mangal nahi sab ho raha amangal hai
	Wakeelon ki baton ke tatth danadan hain
	Par don’t take tension
	Sab tana-tan hai
	Par don’t take tension
	Sab tana-tan hai
	Kainchi badhkar zubanein chali hain
	Balon ki khalon ki khalein chhili hain
	Wadi pratiwadi langota kase hain
	Ab kiske haq.. ab kiske haq mein dekhu
	Ho na decision
	 
	Hai don’t take
	Par don’t take tension
	Sabhi tana-tan hai
	Don’t take tension
	Sabhi tana-tan hai
	Par don’t take tension
	Sab tana-tan hai
	Par don’t take tension
	Sab tana-tan hai
	Don’t take tension
	Sab tana-tan hai