Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
 
Sab se chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar mein tere had se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai..
Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaye na
 
Kyun har subah tu meri saanson mein samaaye na
Aa jaana tu mere paas dunga itna pyar main
Kitni Raat guzaari hai tere intzaar mein
Kaise bataaun jazbaat yeh mere
Maine khud se bhi jyaada tujhe chaha hai
Sab kuch chor k aana tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
 
Sab se chupa ke tujhe seene se lagana hai
Pyaar mein tere had se guzar jana ahi
Itna pyaar kisi pe pehli baar aaya hai
Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai