Har dil ki apni taal hai
Apna hi ikraar hai
Har dil ki apni dhadkan
Apni hi ek aag hai
Jazbaat pighle pighle
Hai to kyun na ho
Khyalat behke beheke
Hai to kyun na ho
Ab dil dhadakne do
Dil dhadakne do
 
Dil dhadakne do
Log kya kahenge aise
Chhodo saare aise tum bahane
Dil dhadakne do
Har lmhe jo puri
Tarah se nahi jee sake
Haatho mein ho uske jaam
Phir bhi nahi pee sake
Zindagi hai kya jaane wo kya
Khushiyo ko pehchane wo kya
Hum to yahi samjhenge use
Sapne jo hai sajne
Thode se bane deewane
Ab dil dhadakne do
Dil dhadakne do
Dil dhadakne do
 
Duniya jo bura maane
Maane to kya man jaaane
Dil dhadakne do
Dil dhadakne do
Dil dhadakne do
Sapne jo hai sajne
Thode se bane deewane
Duniya jo bura maane
Maane to kya man jaaane
Log kya kahenge aise
Chhodo saare aise tum bahane
Dil dhadakne do