Teri yeh aankhein mujhe bawra karein
Aankhon mein meri kai rang hai bhare
Sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein

Oh meri humdum dil ki zara sun baahon mein aa beekhre
 
Sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein
Sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein
Aankhon mein dekha jo tune toh bata kya dekha
Haan maine hai naam tumhara surme se likha
Yeh surme ki dhari, kare hai hoshiyari kya padhe kya na padhe
 
Sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein
Sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein
Tu toh sukun hai mera main piya shor huin
Haan pehle thi aur koi main ab koi aur huin
Na tuhi badli hai na hi badla huin
Badli hai bas nazrein
 
Sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein
Oh mer humdum dil ki zara sun baahon mein aa bikhre
Sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein
Sau baar, ke aaja, ke aaja tujhe pyar karein
Ke aaja tujhe pyar karein ke aaja tujhe pyar karein