Badi sangdil yeh raahein
Abhi se tu sambhal ja
Khuda ka vaasta hai
Tehar ja tu tehar ja
Badi sangdil yeh raahein
Abhi se tu sambhal ja
Khuda ka vaasta hai
Tehar ja tu tehar ja
 
Ghuli hai kyun?
Saanson mein ye baroodi hawa
Hosh mein aa
Jal rahan ab ghar bhi tera
Kya hone laga
Kyun hone laga ik pal
Nazar mein chaaye
Lahoo ke saaye
 
Maula..
Mujhko bacha le
Kahi toh chupa le maula..
Badi sangdil yeh raahein
Abhi se tu sambhal ja
Khuda ka vaasta hai
Tehar ja tu tehar ja
Kyun dhua dhua
Kyun dhua dhua har subah
 
Arre ruk jaa re
Wahi tham jaa re
Insaan..
Kuch na bachega
Khud bhi jalega
Naadan..
Badi sangdil yeh raahein
Abhi se tu sambhal ja
Khuda ka vaasta hai
Tehar ja tu tehar ja
 
Ghuli hai kyun?
Saanson mein ye barudi hawa
Hosh mein aa
Jal rahan ab ghar bhi tera