Halo halo
Sahibaan kadrdaan
Miyaan mic mein ghuse jaoge kya
Abe nautanki band karo
Pinky aa gayi hai
Ohooo…pinky pinky…
Aa a aahan aa a aahan
Bol bol rani kya chahiye
Bangla chahiye, ya car chahiye
Cash chahiye, mujhe cash chahiye
Cash chahiye, mujhe cash chahiye
Paisa fekh, tamasha dekh
Nachegi pinky full too late
Oye oye
 
Arre paisa fekh, tamasha dekh
Nachegi pinky full too late
Answer hai saare sawaalon ki
Aa aa aan aa aa aan
Mumbai ki na dilli walon ki
Pinky hai paise walon ki
Mumbai ki na dilli walon ki
Pinky hai paise walon ki
Are mumbai ki na dilli walon ki
Pinky hai paise walon ki
Mum mum
Mumbai ki na dilli walon ki
Pinky hai paiso walon ki hey
Piya ke nisaab, kahan jake mare
Mere piche ho saare phokatiye pade
 
Google pe jaake dhoondha jinhe
Woh toh kambhakt
Facebook pe chipke pade
Zara hum pe bhi nazarein ghumaaa…
Aah ha haaa
Abe aise na dekh, rupaiya phek
Nachegi pinky full too late
Jad hai yeh saare bawalon ki
Aare police bulao
Mumbai ki na dilli walon ki
Pinky hai dollar walon ki
Mumbai ki na dilli walon ki
Pinky hai paise walon ki
Are mumbai ki na dilli walon ki
Pinky hai paise walon ki
Mumbai ki na dilli walon ki
Pinky hai paise walon ki
P p, p p, p p kya daaru
P for pinky, p for paisa
 
Ooh baby..
World famous hai mera glamour bada
Aaye cable connection ke jaisa maja
Haan dede, haan dede, haan dede maja
Mera network kabhi fail hota nahi
Har mohalle mein
Haaye mera tower khada
Ho bada mehenga hai network tera…ho
Shorry
Khadko ho note, patte ka chain
Nachegi pinky, full too late
Poster hoon saare deewano ki
Aa a aan aa a aan
Mumbai ki na dilli walon ki
Nikal padi
Mumbai ki na dilli walon ki
 
Pinky hai paise walon ki
Are mumbai na dilli walon ki
Pinky hai paise walon ki
Arey mumbai na dilli walon ki
Pinky hai paise walon ki
Mumbai ki na dilli walon ki
Hahaha
Pinky hai paise walon ki
Arre stop it yaar uff ho!
Mumbai ki na dilli walon ki
Pinky hai paise walon ki
Are baba bas
Ok bye..